Nach Meri Jaan Phataphat

E naach meri jaan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat

Dekho dekho dekho dekho
Naye dance ka namoona
Dekho dekho dekho dekho
Naye dance ka namoona
Kabhi main tumhe chhooungaa kabhi tum mujhe chhoona
Kabhi main tumhe chhooungaa kabhi tum mujhe chhoona
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo
Naya taal nayi taan fatafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat

Thandi thandi thandi thandi
Is ret ka bichona
Thandi thandi thandi thandi
Is ret ka bichona
Khelen pyaar waala khel
Leke dil ka khilona
Khelen pyaar waala khel
Leke dil ka khilona
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you haa

Dekhe saara ye jahaan fataafaaatfaat
Naach meri jaan ay fataafaatfaat
Baat meri maan oy fataafaatfaat
Naach meri jaan ae fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat

Teri meri jodi pyaari
Tu hai shola main chingaari
Teri meri jodi pyaari
Tu hai shola main chingaari
Tere roop ka main maara
Mere pyaar ki tu maari
Tere roop ka main maara
Mere pyaar ki tu maari
Mera tu
Meri tu
Mera tu
Meri tu
Mera tu
Mera tu
Mera tu
Aa
Main hoon teer tu kamaan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Ae naach meri jaan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Jaikshan Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link