Woh Kagaz Ki Kashti (Live)

Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
Bhale chinlo mujse meri jawani
Magar mujko lauta do bachpan ka sawan
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(2)

Mahule ki sabse purani nishani
Wo budhiya jise bacche kahete the nani
Wo nani ki bato main pariyo ka dera
Wo chahere ki juriyo me sadiyoka pahera
Bhulaye nahi bhul sakata hai koi (2)
Wo chhoti si ratain wo lambi kahani(2)
...music.

Kadi dhup me apne ghar se nikalna
Wo chidya wo bubul wo titali pakadana
Wo gudiya ki shadi me ladana zaghadna
Wo zulo se ghirana wo gir ke sambhlana
Wo pital ke challo ke pyaare se tohfe(2)
Wo tuti hui chudiyon ki nishani
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(3)



Credits
Writer(s): Sudarshan Fakir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link