Abhi Abhi (Duet Version) [From "Jism 2"]

Abhi abhi to mile ho
abhi na karo chutne ki baat
abhi abhi to pasand aaye ho
abhi abhi ruthne ki baat
abhi abhi to roshni aayi
abhi na karo muh chupane ki baat
abhi abhi zindagi shuru hai
abhi abhi tham jaane ki baat
Hum to haare Mahiya re
moonde naina neend tihare
Hum to haare Mahiya re
moonde naina neend tihare
Teri baazuon mein meri chahatein samaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaye
Teri khwahishon se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri Dastan bayan hai
Kya Sukoon kya junoon humnava
abhi abhi Dil ki suni hai
abhi na karo zamane ki baat
abhi abhi baatein ruki hain
abhi abhi dohrane ki baat
abhi abhi Awargi aayi
abhi na karo sambhalne ki baat
abhi abhi zindagi shuru hai
abhi abhi tham jaane ki baat
wo subah to bewajah ho
ki guzrein din tumhare jis ki raat
wo subah to bewajah ho
ki guzrein din tumhare jis ki raat
Teri baazuon mein meri chahatein samaye
Teri dhadkano ko meri dhadkanein sunaye
Teri khwahishon se meri khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri Dastan bayan hain
kya Sukoon kya junoon humnava
Hum to haare Mahiya re
moonde naina neend tihare
Hum to haare Mahiya re
moonde naina neend tihare



Credits
Writer(s): Arko Pravo Mukherjee,munish Makhija
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link