Duniya Men Hum Aaye Hain - From "Mother India"

Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega

Gir Gir Ke Museebat Mein Sambhalte Hi Rahenge
Jal Jaayen Magar Aag Pe Chalte Hi Rahenge

Gum Jisne Diye
Gum Jisne Diye Hain Wohi Gum Door Karega
Gum Jisne Diye Hain Wohi Gum Door Karega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Aurat Hai Woh Aurat Jise Duniya Ki Sharam Hai
Sansaar Mein Bas Laaj Hi Naari Ka Dharam Hai

Zinda Hai Jo
Zinda Hai Jo Izzat Se Woh Izzat Se Marega
Zinda Hai Jo Izzat Se Woh Izzat Se Marega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Maalik Hai Tere Saath Na Darr Gum Se Tu Ae Dil
Mehnat Kare Insaan To Kya Kaam Hai Mushkil

Jaisa Jo Kare
Jaisa Jo Karega Yahan Waisa Hi Bharega
Jaisa Jo Karega Yahan Waisa Hi Bharega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega

Credits
Writer(s): Naushad, Shakeel Badayuni
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link