Tinak Tin Tana (From "Mann")

Tinak tin tana
Woh dhun toh bajana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana
Tinak tin tana
Woh dhun toh bajana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana

Bulaye rhun jhun, rhun jhun, run jhun
Karti payal
Hawa mein udta udta aaye
Mehka aanchal
Tujhe batlaungi main
Mann ki sari baatein
Guzaare kaise kaise maine
Yeh din raatein
Mere naino ke darpan mein
Teri yaadon ke aangan mein
Meri saanson mein, jeevan mein
Sirf teri khushboo hai
Sirf tera chehra hai
Sirf tera charcha hai
Sirf tera pehra hai

Tinak tin tana
Woh dhun toh bajana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana

Tere bina jeena, jeena, jeena
Ab nahi jeena
Judaai waala aansoon
Ab humko nahi peena
Tujhe mein alkon palkon mein apni
Rakh loongi
Tujhe main pal-pal pal-pal
Sachi chahat doongi
Tujhe baahon mein bhar loonga
Teri zulfon se kheloonga
Tere saare gham le loonga
Tu hi mera dilbar hai
Tu hi meri dhadkan hai
Tu hi mera jaanam hai
Tu hi mera humdum hai

Tinak tin tana
Woh dhun toh bajana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana
Dhinak din naachon main
Gaaye dil jhoome zamana



Credits
Writer(s): Wan Syahman Wan Yunus
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link