Aaj Se Teri
Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri saari khushiyan teri ho gayi
Aaj se tera gham mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Tere maathe...
Tere maathe ke kumkum ko main tilak laga ke ghoomunga
Teri baali ki chhun-chhun ko main dil se laga ke jhoomunga
Meri chhoti si bhoolon ko tu nadiya mein baha dena
Tere joodhe ke phoolon ko main apni shirt mein pehnunga
Bas mere liye tu maalpue kabhi-kabhi bana dena
Aaj se meri saari ratiyan teri ho gayi
Aaj se tera din mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Tu maange sardi mein amiyan, jo maange garmi mein moongfaliyaan
Tu baarish mein agar keh de, "Ja, mere liye tu dhoop khila"
To main sooraj...
To main sooraj ko jhatak dunga, to main saawan ko ghatak loonga
To saare taaron sang chanda main teri god mein rakh dunga
Bas mere liye tu khil ke kabhi muskurana dena
Aaj se meri saari sadiyan teri ho gayi
Aaj se tera pal mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri saari khushiyan teri ho gayi
Aaj se tera gham mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Tere maathe...
Tere maathe ke kumkum ko main tilak laga ke ghoomunga
Teri baali ki chhun-chhun ko main dil se laga ke jhoomunga
Meri chhoti si bhoolon ko tu nadiya mein baha dena
Tere joodhe ke phoolon ko main apni shirt mein pehnunga
Bas mere liye tu maalpue kabhi-kabhi bana dena
Aaj se meri saari ratiyan teri ho gayi
Aaj se tera din mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Tu maange sardi mein amiyan, jo maange garmi mein moongfaliyaan
Tu baarish mein agar keh de, "Ja, mere liye tu dhoop khila"
To main sooraj...
To main sooraj ko jhatak dunga, to main saawan ko ghatak loonga
To saare taaron sang chanda main teri god mein rakh dunga
Bas mere liye tu khil ke kabhi muskurana dena
Aaj se meri saari sadiyan teri ho gayi
Aaj se tera pal mera ho gaya
Oh, tere kaandhe ka jo til hai
Oh, tere seene mein jo dil hai
Oh, teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
Oh, mere khwabon ka ambar
Oh, meri khushiyon ka samandar
Oh, mere PIN code ka number
Aaj se tera ho gaya
Credits
Writer(s): Amit Trivedi, Kausar Munir
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Ve Kamleya (Amapiano Mix) - Single
- Satyanaas X Galti Se Mistake Mashup - Single
- Arijit's Aura
- Tum Kya Mile (Amapiano Mix) - Single
- East Bengal 100 years Theme Song ( Swing Mix )
- Ve Kamleya (LoFi) - Single
- Phir Aur Kya Chahiye Relived - Single
- Phir Aur Kya Chahiye (Club Mix) - Single
- Pal (Soulful Flip) - Single
- Krishnudi Varasulantha (Trap Mix) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.