Hungamaa Ho Gaya

Jaam bhi hai
Haan haan kaam bhi hai
Haaye haaye chori nahi
Sareaam bhi hai
Sab ne pee hai mujhe ilzaam kyun hai
Khamakha mera naam badnaam kyun hai

Dekho na logo ne
Botalon ki botalein khatam kar di to kuchh na hua,
magar, magar
Maine hothon se lagaayi to.
Hungama ho gaya.
Hungama ho gaya, hungaamaa.
Hungaama ho gaya.

Kisi aur ne pilayi to
hungama ho gaya

Goron ka toofan ye kehta hai
Hamein bhi bata kyun rehta hai
Gufaaon mein. ye dil tera
sheeshe mein kahaan band rehta hai
Zubaan pe lage aur kehta hai
is gham ko bhi pee le
Jaane kyun tu kal dohraati hai
Kaisi tadap mein tu doob jaati hai

Maine hothon se lagayi to.
Hungama ho gaya aa aa aa aa.
Hungaama ho gaya hungaama ...
Hungaama ho gayaa.



Credits
Writer(s): Laxmikant Pyarelal, Varma Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link