Is Deewane Ladke Ko (From "Sarfarosh")

(Arz Hai, Dava Bhi Kaam Na Aaye
Koi Dua Na Lagey) -2
Mere Khuda Kisi Ko
Pyaar Ki Hawa Na Lagey
Aadab
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
(repeat)
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye...
Rang Na Dekhe .2x
Ye Jawani Ki
Dhoop Na Dekhe
Arz Hai
Kuch Majhnoo Baney -2
Kuch Romeo, Kuch Farhaad Huey
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein
Jaane Kitney Barbaad Huey,
Woh Dekho
Ishq Mein Iske
Baanwari Hoon Main, Ye Bhalaa Hai To
Kya Buri Hoon Main, Ye Ladka Hai Phir Bhi
Jaane Kyoon Sharmayee .2x
Hai Sharmayee
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye...
Jaanti Hoon Main, Ye Tadapta Hai
Pyaar Mein Iska, Dil Dhadakta Hai
Jisey Dekho
Dil Ki Dhun Hi Ramata Hai
Are Ye Mandir Nahin Hai
Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Keh Do
Kahin Aur Jayein
Mera Dil Hai Dil
Dharamshala Nahin Hai
Ye Akele Mein
Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se
Ye Kyoon Darta Hai
Sach Kuch Bhi Boley Na
Jhoothi Baat Banaye .2x
Haan Banaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Dar-E-Dil Jaane Na
Paas Main Jitna Aaon
Utni Door Ye Jaaye
Jaaye Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko Koi Samjhaye
Pyaar Mohabbat Se Na Jaane Kyoon Ye Ghabraye
Phool Khilte Hain
Baharon Ka Samaa Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To
Pyaar Jawan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko
Hoton Se Nahin Kehte
Ye Fasana To
Nigahon Se Bayan Hota Hai...



Credits
Writer(s): Jatin Pandit, Lalitraj Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link