Chinta Ta Ta Chita Chita
Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoon, main hoon bada khiladi
O ho!
Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi
Sumdi mein leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun kya
Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.
Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi
Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi
Sumdi mein leke jaaun
Aur sab ko main sikhaun kya
Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.
Arrey kya rang roop hai
Kya chaal-dhaal hai
Arrey kya rang roop hai
Kya chaal dhaal hai
Yeh lajawaab hai
Yeh bemisaal hai
Po po po...
Arrey naya naya saal hai
Naya naya maal hai.
Mil jaaye koi chhori, kaali ho chaahe gori
Mil jaaye koi chhori, kaali ho chaahe gori
Chupke se chori chori
Baandhoon main dil ki dori
Sumdi mein leke jaaun
Aur isko main sikhaun, kya?
Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.
Aankhon mein roub hai, pocket mein note hai
Arrey aankhon mein roub hai, pocket mein note hai
Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai
Soorat maasoom hai, neeyat mein khot hai
Payjama tang hai, dheela langot hai
Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.
Aisa chalaun chakkar, seedha karoon character
Raste pe iss ko laaun, usse aaina dikhaun

Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Wajid Khan, Sajid Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2022 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.