Ye Sama Ye Nazare

Song Details:
Singers: Babul Supriyo, Anuradha Paudwal
Music Director: Jatin Lalit
Lyrics Writer: Sameer
Actors: Aishwarya Rai, Abhishek Bachchan

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain
Rehta hai dil janey kaha betab se ham hain yaha
Zuban pe in labo pe bas tera nam hai
Begane iss jahan se kya hame kam hai
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain

Aji tumse jab se mohabbat huyi, hamari ajab si yeh halat huyi
Aji tumse jab se mohabbat huyi, hamari ajab si yeh halat huyi,
Tumne khata ki dil lootne ki, tumko mili hai iski saja
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain

Duwa me tumhe mangna aa gaya, hamey raat bhar jagna aa gaya
Duwa me tumhe mangna aa gaya, hamey raat bhar jagna aa gaya
Sach keh rahe hain darde jigar kaa
Hota hai dilbar apna mazaa Ha.
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain

Hame baazuon me chhupa lo sanam, yeh chahat hai kaisi batao sanam
Hame baazuon me chhupa lo sanam, yeh chahat hai kaisi batao sanam
Darr lag raha hai madhoshiyo me
Ham kar naa baithe koyi khata
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye hain

Rehta hai dil janey kaha, betab se ham hain yaha
Zubaan pe in labo pe bas teraa nam hai
Begane iss jahan se kya hame kam hai
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Ham kasam se tumhare ho gaye Hain.

He.haa.he.he.hmm hmm.



Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Lalitraj Pratapnarayan Lalit, Jatin Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link