Hai Na

Hai na.
Hai na.
Hai na.
Kyun chup ho yehi toh mauka hai
Kaho na tumhe kisne roka hai
Keh do zaraKeh do na.
Keh bhi do zaraHum.
Hai na.
Hai na.
Hai na.
Aankhon se kajal baha hai jo
Gaalon se kya keh gaya hai wo
Keh do zaraKeh do na.
Keh bhi do zaraHum.
Haan,
Maana zamana bura hai
Saara jahaan hai bura.
Accha hua ki mila me
Lucky hai luck tera
Maine bhi tune bhi
Khwaab koi kabhi
Dekha hai dekha hai na
Ho ho main hansa
Tu hansi
Khwab toh aisa hi
Hota hai, hota hai na
Keh do zara
Keh do na.
Keh bhi do zara
Hum.
Ho gussa hai gussa bura hai
Lagti buri bhi hai tu
Koi kahe na kahoon main
Thodi ziddi bhi hai tu
Maine toh tere sang
Tera har ek rang
Dekha hai dekha hai na
Tu bane bekhabar
Dil pe tere asar
Hota hai hota hai na
Keh bhi do zara
Keh bhi do zara
Aa. o ho.
Hai na.
Hai na.
Hai na.
Nahi jahaan ki hai khabar tumko
Kyun meri itni fiqar tum ko
Keh bhi do zara.
Keh do na.
Keh bhi do zara
Hum.O. ho.

(Abhi D BaD)



Credits
Writer(s): Mayur Puri, Sachin Jaykishore Sanghvi, Jigar Saraiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link