Yaadein Yaad Aati Hain

Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain Oo.
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein Yaad Aati Hain
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai

(Jab Door Hote Ho Tum
Kyun Mujhe Darr Sa Lagey) - 2
Raaton Ke Sanaaton Mein
Saaya Judaa Sa Lagey
Yaadein Yaad Aati Hain
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai

(Dil Ke Dariche Mein Jo
Chupke Se Dastak Si Ho) - 2
Koi Tere Aahat Hai
Kyun Mujhko Aisa Lagey
Yaadein Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain
Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai
Yaadein Yaadein
Yaad Aati Hain Yaad Aati Hain Oo.
Ho Jaan Meri, Jaan Meri, Jaan Jaati Hai



Credits
Writer(s): Shabbir Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link