Kehna Hai

kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi
kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi
rehna hai sath tere warna duniya mein rehna nahi
pyar karte hamko jina, pyaar karte hamko marna
gham judayi kaa hamko sehna nahi

duniya se darna nahi yar pyaar karna nahi
najre chura key sanam hamko gujarna nahi
dubna hai sahilo par jhumna hai manjilo par
yunhi dariya mein behna nahi
kahna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi
kahna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi

mausam ki angdaiya dil ki yeh tanhaiya
aa pass aa hone de duniya mein ruswaiya
jindagi ne phool bate chun liye hai ham ne kante
har phoolon kaa pehnna nahi
kehna hai aaj tujhse fir kisi se yeh kehna nahi
rehna hai sath tere warna duniya mein rehna nahi
pyar karte hamko jina, pyaar karte hamko marna
gham judayi kaa hamko sehna nahi



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Sajid Wajid
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link