Ya Rab Gham-E-Hijran Mein (Live)

Ya rab ghame hijra mein itna toh kiya hota
Jo hath jigar par hai woh dast e dua hota

Ya rab ghame hijra mai...

Ek ashq ka gham aafat...
Ek ashq ka gham aafat.
Aur uspe yeh dil aafat

Ek ishq ka gham aafat
Aur uspe yeh dil aafat

Ya gham na diya hota
Ya dil na diya hota...

Ya rab ghame hijra me itna toh kiya hota.

Nakaam e tamana dil is soch mai rehta hai
Yun hota toh kya hota yun hota toh kya hota...

Umeed toh band jati. umeed...
Umeed toh band jati.
Yun hota toh kya hota...

Taskeen toh ho jati...
Umeed toh band jati.
Taskeen toh ho jati...

Vaada na wafa karte.
Waada toh kiya hota...

Gairon se kaha tumne,
Gairon se suna tumne.

Kuch humse kaha hota
Kuch humse suna hota.
Ya rab gham e hijra mei inta toh kiya hota
Jo haath jigar par hai woh dastay dua hota

Ya rab gham e hijra mai...



Credits
Writer(s): Mirza Ghalib, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link