Mutasir

Is qadar aap se dil mutasir hua
Is kadar aap se dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamari dua
Aap ban gaye ho hamari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hai rang aapke
Aap humse kabhi hona na judaa
Mere khuda. mere khuda
Hai ye dua. mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua

Ho. chehra hayaa hai
Baate sabaa hai
Ankhe hai aaina
Ankhe hai aaina
Chehra hayaa hai
Baate sabaa hai
Ankhe hai aaina
Ankhe hai aaina
Noor se aapke maine jaana
Kudrat ka maayna
Kudrat ka maayna
Aap ko paya toh roshan hua jahan
Mere khuda. mere khuda
Hai ye dua. mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua

Mere khuda. mere khuda
Hai ye dua. mere khuda

Dilkash ada hai, uff ba-khuda hai
Aisi hai sadagi, aisi hai sadagi
Dilkash ada hai, uff ba-khuda hai
Aisi hai sadagi, aisi hai sadagi
Aapse saare mere nazaare
Ho gai aashiqi, ho gayi aashiqi
Aap ki adaaye fir dil se jaye na
Mere khuda. mere khuda
Hai ye dua. mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua
Aap ban gaye ho hamaari dua
Ab to har saans lena sang aapke
Dil ko bhaane lage hai rang aapke
Aap humse kabhi hona na judaa

Mere khuda. mere khuda
Hai ye dua. mere khuda
Is kadar aap se dil mutasir hua



Credits
Writer(s): Rashid Khan, Suneel Darshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link