Ek Phool Mein

Ek jholi mein phool bhare hain ik jholi mein kante
Koi karan hoga koi karan hoga – 4
Tere bus mein kuchh bhi nahi ye to batne vala bante re
Koi karan hoga koi karan hoga – 4
Pehle banti hai takdeere, phir bante hai sharer
Yeh sai ki karigiri hai, tu hai kyu gambhir
Koi karan hoga arey koi karan hoga
Tere bas me kuch bhi nahi, yeh toh batnewala bante
Naag bhi daste toh mil jaye kisi ko jeevandan
Chuti se bhi mit sakta hai, kissi ka naam-o-nishan
Koi karan hoga, arye koi karan hoga
Tere bas mei kuch bhi nahi, yeh toh batnewala bante re
Dhan ka bistar mil jaye par need ko tarse naain
Kato par sokar bhi aaye kisi ke man ko chaane
Koi karan hoga, arre koi karan hoga
Tere bas mei kuch bhi nahi, yeh to batnewale bante re
Sagar se bhi bujh na paaye kabhi kisi ki pyaas
Kabhi ek hi boond se ho jati hai poori aas
Koi karan hoga, arre koi karan hoga
Tere bas mei kuch bhi nahi, yeh to batnewale bante re
Mandir masjid mein bhi jakar kabhi na aaye gyan
Kabhi mile mitti se moti patthar se bhagwan
Koi karan hoga koi karan hoga
Tere bus mein kuchh bhi nahi ye to batne vala bante re
Ik jholi mein phool bhare hain ik jholi mein kante re
Ik jholi mein phool bhare hain ik jholi mein kante re
Tere bus mein kuchh bhi nahi ye to batne vala bante re
Koi karan hoga koi karan hoga
Koi karan hoga koi karan hoga



Credits
Writer(s): Ismail Darbar, Mehboob Kotwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link