Aap Se Gila Aap Ki Qasam

Aap se gila aap ki qasam
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila aap ki qasam

Uski kyaa khata la dawa hai gham
Uski kyaa khata la dawa hai gham
Kyoon gila karen chaargar se hum
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila

Ye nawazishen aur ye karam
Ye nawazishen aur ye karam
Farte shauk se mar na jaaye hum
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila

Khechte rahe umr bhar mujhe
Khechte rahe umr bhar mujhe
Ik tarah khuda ik taraf sanam
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila

Ye agar nahin yaar ki gali
Ye agar nahin yaar ki gali
Chalte chalte kyoon ruk gaye kadam
Aap se gila aap ki qasam
Sochte rahe kar sake na hum
Aap se gila



Credits
Writer(s): Jagjit Singh, Sabah Sikri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link