Mujhe Pyaar Karo

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar
Maine to kaha sau baar sanam tum bhi to kabhi izahaar karo

Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

Ik dard sa dil me rehta hai ik baar ye haalat hoti hai
Maine to suna hai duniya me ik baar muhabbat hoti hai

Maine to tumhe apna maana tum bhi to kabhi ikraar karo
Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar
Bechain kiya tune mujhko din raat mai aahe bharati hu
Kisi aur ki na chaahat mujhko dilabar mai tujhpe marti hu

Maine to haami bhar li hai tum chaaho to inkaar karo
Jhutha hi sahi, jhutha hi sahi, jhutha hi sahi
Mujhe pyaar karo, mujhe pyaar karo
Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo
Pyaar pyaar pyaar ye pyaar

Credits
Writer(s): Ismail Darbar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link