Tu Jaane Na (From ''Ajab Prem Ki Ghazab Kahani'')

Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane na . tu jaane na . tu jaane na . tu jaane na
Milke bhi, hum na mile, tum se na jaane kyun. meelon ke, hai faasle,
tum se na jaane kyun. anjaane, hai silsile,
tum se na jaane kyun. sapne hai,
palkon tale, tum se na jaane kyun.ooo ooo.
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane naa.aaa... tu jaane na . tu jaane na . tu jaane naaaa...

Nigahon mein dekho meri, jo hai bas gayaaa.
Woh hai milta tumse hubahuu.
Ooo, jaane teri aankhein thi ya, baatein thi wajaaa.
Hue tum jo dil ki aarzoo...
Tum paas ho ke bhi,
tum aas ho ke bhiii, ehsaas ho kee bhi, apne nahi...

Aise hain, humko gile, tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle, tum se na jaane kyun.ooo...
Tu jaane na . tu jaane na . tu jaane na . tu jaane na
Khayalon mein, lakhon baatein yun tu keh gaya...
Bola kuch na tere samne...
Ooo, huea na be-gaane bhi tum hoke aur ke...
Dekho tum na mere hi bane.
Afsos hota hai, dil bhi yeh rota hai, sapne sanjota hai, pagla hua...

Soche ye, hum the mile, tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle, tum se na jaane kyun
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe, yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki, aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane naa. tu jaane na . tu jaane na . tu jaane na
Tu jaane na . tu jaane na .
tu jaane na . tu jaane na . tu jaaaane na...



Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link