Na Dil Ko Chain Hai Na Mujhko Qaraar Hai

na dil ko chain na mujhko karar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
tum samne ho fir dil bekarar hai
tum samne ho fir dil bekarar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai

aankho ke kehne me ham
aa kho gaye hai sanam
ye raste hai naye
kehne lage hai kadam
jab yu achanak lage
sara jamana hasin
aasar hai pyar ke
maine padha tha kahi
har waqt bas tumhra intejar hai
har waqt bas tumhra intejar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai

dil pe na kbu koi
aati nahi nind bhi
khwabo pe rang hai kai
jagi hai ummid bhi
sanso ki aahat meri
ab mai sambalne lagi
ehsas hota hai ye
ab to mai badlne lagi
in dhadkano pe nasha hai khumar hai
in dhadkano pe nasha hai khumar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
tum samne ho fir dil bekarar hai
tum samne ho fir dil bekarar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
sayad isi ka naam jamane me pyar hai
ha ha isi ka naam jamane me pyar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai
na dil ko chain na mujhko karar hai



Credits
Writer(s): Shyam Surinder, Rani Malik, Deepak Chaudhary, Madan Pal, Zameer Qazmi, Satish
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link