Teri Bewafai Ka Shukriya

Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya

Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya
Teri bewafai ka sukriya mujhe
tune jina sikha diya
Ye bahaar kaisi bahaar hai na chain hai na karar hai
Ye bahaar kaisi bahaar hai na chain hai na karar hai
Ye chaman me kaisi hawa chali ki charag dil ka bujha diya
Ye chaman me kaisi hawa chali ki charag dil ka bujha diya
tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya

Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya
Na khushi rahi na wo gam raha na wo tu rha na wo dil rha
Na khushi rahi na wo gam raha na wo tu rha na wo dil rha
Tune kya ye mujh pe sitam kiya tune khub dil ka sila diya
Tune kya ye mujh pe sitam kiya tune khub dil ka sila diya
Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya
Teri bewafai ka sukriya mujhe
tune jina sikha diya...

Wo mile to kehna ae shaba ke tumhare gam me udas tha.
Wo mile to kehna ae shaba ke tumhare gam me udas tha
Wo tujhe na dil se bhula saka jise tune dil se bhula diya
Wo tujhe na dil se bhula saka jise tune dil se bhula diya.
Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya
Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya...
By @)



Credits
Writer(s): Chandan Dass, Sabah Afghani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link