Hum Safar Gham Jo Mohabbat

Chasme purnam khareed saktha hun
Zulfain barham khareed saktha hun
Tu agar apna bana le mujko
Tera har gham kareed sakta hun
Hamsafar hum jo mohabat main
Diya hain tumne
Ye bhi bada ahsaan kiya hain tumne
Ek muddat se isi din ki thi
Hasrath dil main
Aaj main khush hun ki deewana
Kaha hai tumne,
Ye bhi bada ahsaan kiya hai tumne
Humsafar,...
Jab bhi takraayi mere jism se yeh shok hawa
Mujko mehsoos hua ye ke
Chua hai tumne
Ye bhi...
Kya mere dil ke dhadakne ki hi
Aawaaz hai ye
Ya ke phir kaan main kuch
Aakke kaha hai tumne
Yeh bhi...
Hitchkiyaan bhi kabhi kambakth nahin aati hain
Jo yeh sochen ki mujhe yaad kiya
Hain tumne
Yeh bhi...



Credits
Writer(s): Anup Jalota, Murad Lucknowi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link