Mahive Mahive (From "the Legend of Bhagat Singh")

Cheerewalia Oye... Cheerewalia Haye...
Cheerewalia Oye Cheerewalia Haye...
Lage Khand Se Bhi Mitti. Mitti...
Sone Se Bhi Soni. Soni .
Teri Boliyaan Haye.
Cheerewaliyaan Haye... Cheerewaliyaan...

Mahive... Mahive...
Mahive... Mahive...
Mehndi Ka Rang Na Choote Kabhi Sajna Chahoon Hi Mein Tujhe Subah Shaam...
Mehndi Ka Rang Na Choote Kabhi Sajna Chahoon Hi Mein Tujhe Subah Shaam...
Mahive Mahive...
Har Dhadkan Mein Tu Hai Mere Mann Mein Saasein Japti Hai Tera Naam...
Mahive... Mahive...
Mahive... Mahive...

...(music interlude).

Yeh Bindiya Tujhko Pukare Har Pal...
Yeh Kangna Kahe Mujhe Thaam Ke Chal...
Yeh Bindiya Tujhko Pukare Har Pal...
Yeh Kangna Kahe Mujhe Thaam Ke Chal...

Teri Meri Raahein Juda...
Ek Hongi Na Saari Umar...
Tujhko Nahin. Kuch Bhi Pata...
Mushkil Bada. Mera Safar...
ohhhhh... Mahive... Mahive...
Mehndi Ka Rang Na...
Choote Kabhi Sajna. Chahoon hi Mein
Tujhe Subah Shaam...
Mahive... Mahive...
Har Dhadkan Mein... Tu Hai Mere Mann Mein.
Saasein Japti Hai Tera Naam
Mahive... Mahive...

Sanam Ki Baahon Mein Bikhar Jaaongi...
Kasam Se Tut Ke Mar Jaaongi...
Sanam Ki Baahon Mein Bikhar Jaaongi...
Kasam Se Tut Ke Mar Jaaongi...
Sun Baavri.Mera Watan. Hai Mera Dil. Hai Meri Jaan.
Is Ke Liye. Ab To Mujhe. Jeena Yahan. Marna Yahan.
Bavri Re... Bavri Re. Bavri Re...
Mehndi Ka Rang Na...
Choote Kabhi Sajna... Chahoon Hi Mein Tujhe Subah Shaam.
Mahive. Mahi.
Har Dhadkan. Mein Tu Hai Mere Mann Mein.
Saasein Japti Hai Tera Naam
Mahive. Mahive. Mahive...
Mahive... Mahive... Mahive...



Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, A.r. Rahman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link