Raabta (Siyaah Raatein)

Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis kadar leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane
Humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaake
Teri baahon mein panaah leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Ho. ha. ho...
Sa. ni. sada. na
Padanisari.
Narisa
Sarinisamapari...
Ye. ye yii...
Meherbaani jaate jaate
Mujhpe kar gaya
Guzarata sa lamha
Ek Daaman bhar gaya
Tera nazaara. mila
Roshan sitaara mila
Takdeer ka
Jaise koi.
Ishaara mila
Ruthi hui khwaaishon se
Thodi si sulah leke
Aaya tu khamoshiyon mein
Baaton ki jirah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane
Humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaake
Teri baahon mein panaah leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke



Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link