Aaj Ka Samaa Milan Ke Rang Main Nahaya

(Aaj ka sama milan ke
Rang me nahaya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya) - (2)
Jaha jaha nazar gayi
Waha waha yaar hai
Isi kashis ka naam lo
Jaha me pyar hai
Aaj ka sama milan ke
Rang me nahaya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya

Aaj tak nazar ne meri
Aisa nazara dekha nahi
Puchhta hai dil ye mera
Khwab to nahi ye kahi
Bichhde hue apne jo karib laya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya
Aaj ka sama milan ke
Rang me nahaya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya

Kyu na ise kahe na chaman
Phul har taraf hai khile
Hai dua kayamat talak
Khatam ho na ye silsile
Shukriya ye dil mujhko
Yaha pe jo laya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya
Aaj ka sama milan ke
Rang me nahaya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya
Jaha jaha nazar gayi
Waha waha yaar hai
Isi kashis ka naam lo
Jaha me pyar hai

(Aaj ka sama milan ke
Rang me nahaya
Dil se dil mile khushiyo
Ka mausam hai aaya) - (2)



Credits
Writer(s): Raam Laxman, Dev Kohli, Israr Ansari Suman Sari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link