Aankhon Ne Tumhari (From "Ishq Vishk")

Aankhon ne tumhari meethi baaton ne
Aankhon ne tumhari meethi baaton ne
Meri neend udayi, mera chain churaya
Sapna sajaya, apna banaya
Apna banake, sapna sajake
Chupke se sikhaya pyaar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar

Deewana ishq ka main toh hone laga
Zulfon ki onth mein jaana khone laga
Mera kehna na maane, meri pyaas na jaane
Dhak dhak dhadke dil mera tadpe
Rangeen safar mein, aisi umar mein
Dard utha pehli baar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar

Yaadon mein aaj kal kaatun main raat din
Jhoota sara jahaan lagta hai tere bin
Kya haal jiya ka main tujhse bataun
Ek pal kahin main tujhe bhool na paaun
Shaam savere dil ko mere
Rehta hai kyun intezar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar

Aankhon ne tumhari meethi baaton ne
Aankhon ne tumhari meethi baaton ne
Meri neend udayi, mera chain churaya
Sapna sajaya, apna banaya
Apna banake, sapna sajake
Chupke se sikhaya pyaar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar

Credits
Writer(s): Anu Malik, Sameer Anjaan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link