Dua

Zindagi ki raahon mein
Saath hum agar chalein
Kyun meri nazar mein hai
Is qadar yeh faasle

Dil jo phool tha
Sholon mein dhala. haan...
Jalti hai jahaan dua.

Saath jo tu nahi.
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein. hey.

Waqt ki nigaah mein
Yaadon ke nishaan hain
Dil ki har zameen pe
Waadon ke nishaan hain

Dil jo phool tha.
Sholon mein dhala. haan... haan.
Jalti hai jahaan dua.
Jalti hai jahaan dua. haan...

Saath jo tu nahi.
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein. hey.
O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba mera dard bhula de
Ya Rabba mera yaar mila de

Zindagi ki raahon mein
Saath hum agar chalein
Chaahta hai yeh dil mera
Ke phool phir wohi khile.

Saath jo tu nahi.
Zindagi ka kya karein
Jismein tu hai nahi
Us khushi ka kya karein. hey.

O Rabba meri jaan lauta de
O Rabba main kahaan tere aage
O Rabba mera dard bhula de
Ya Rabba mera yaar mila de

O Rabba. (O Rabba meri jaan lauta de)
O Rabba. (O Rabba main kahaan tere aage)
O Rabba. (O Rabba mera dard bhula de)
O Rabba. (Ya Rabba mera yaar mila de)



Credits
Writer(s): Akash Chopra, Zaheer Anwar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link