Thumka (From "Mumbai Mirror")

Jab roop ka apne jalwa dikha du...
Saiyaan ko rasta main ghar ka bhula du.
Jab roop ka apne jalwa dikha du
Saiyaan ko rasta main ghar ka bhula du
Kamsin kamaria se lu jo hilore. e.
Kamsin kamaria se lu jo hilore
Aisa laga du thumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka

Roop ki main jhalakti udaaharan (example)
Zid mein aaoon to pee jaoon sagar
Meri aankhon mein jalte sharaare
Rehbar mere teekhe karaare

Haye. Roop ki main jhalakti udaaharan
Zid mein aaoon to pee jaoon sagar
Meri aankhon mein jalte sharaare
Rehbar mere teekhe karaare
Sardi ke mausam mein garmi chadha du.
Sardi ke mausam mein garmi chadha du
Aisa laga du thumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Re thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka

Jab main palkein jhuka ke uttha du
Aashikon pe main bijli gira du
Loot lu jisko bhi jee mein aaye
Ek dafa jo adaayein dikha du
Arre jab main palkein jhuka ke uttha du
Aashikon pe main bijli gira du
Loot lu jisko bhi jee mein aaye
Ek dafa jo adaayein dikha du
Koi offer kare hai angoothi.
Koi offer kare hai angoothi
Koi dikha ke chhalla
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka yeh mera thumka
Chhodega na yeh tumka
Thumka. Thumka.
Thumka yeh mera thumka

RAJA YERRAM



Credits
Writer(s): Anand Raj Anand, Satya Prakash
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link