Pyar to Hota Hai Pyar - From "Parwana"

Na shahar mein huaa

na hi ghar mein huaa

Pyaar to bas huaa ik nazar mein huaa

Ye to aaye nazar dil ke paar

Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar
Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar

Na shahar mein huaa na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa ik nazar mein huaa Ye to aaye nazar dil ke paar

Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar
Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar

Har saans mein ab teri baat hai
Meri zindagi ab mere saath hai

Tu ban gayee hai zaroorat meri
Tere liye hai mohabbat meri

Maine sunaa isko tune sunaa Ye ishq hai dhadkanon ki sadaa

Dil pe chhaayaa hai iskaa khumaar

Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar
Pyaar to hotaa hai pyaar,
Pyaar to hotaa hai pyaar

Aisaa kabhi pahle hotaa na thaa

Meraa chain to aise khotaa na thaa

Kaise huyee aisi haalat meri

Paagal banaati hai chaahat teri

Tujhko khabar na mujhe thaa pataa

Is dard ki na koi hai davaa

Ham to rahne lage beqraar

Pyaar to hotaa hai pyaar
pyaar to hotaa hai pyaar
Pyaar to hotaa hai pyaar,
pyaar to hotaa hai pyaar

Na shahar mein huaa na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar

Pyaar to hotaa hai pyaar,
pyaar to hotaa hai pyaar
Pyaar to hotaa hai pyaar,
pyaar to hotaa hai pyaar.



Credits
Writer(s): Javed Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link