Hum Hain Iss Pal Yahan (From "Kisna")

hum hain is pal yahaan
jaane ho kal kahaan
hum milein na milein
hum rahe na rahein
rahegi sada yaha
pyaar ki ye daastaan
sunenge sada jise
ye jameen aasmaan

hum hain is pal yahaan
jaane ho kal kahaan
hum milein na milein
hum rahe na rahein
rahegi sada yaha
pyaar ki ye daastaan
sunenge sada jise
ye jameen aasmaan
rang dhal jaate hain
din badal jaate hain
raatein so jati hain
raahein kho jati hain
pyar khota nahi
pyar sota nahi
pyar dhalta nahi
haan badalta nahi
hum hain is pal yahaan
jaane ho kal kahaan
hum milein na milein
hum rahe na rahein
rahegi sada yaha
pyaar ki ye daastaan
sunenge sada jise
ye jameen aasmaan
hum jaha aayein hain
meharbaan saaye hain
hum yahan khwabo ke
kaarwa laaye hain
dhadkane hain jawaan
gaa raha hai samaa
pighli pighli si hain
mehki tanhaiyaan
hum hain is pal yahaan
jaane ho kal kahaan
hum milein na milein
hum rahe na rahein
rahegi sada yaha
pyaar ki ye daastaan
sunenge sada jise
ye jameen aasmaan



Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Ismail Darbar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link