Yeh Dil Deewana (From "Pardes")

Yeh dil, divaana
Divaana hai yeh dil
Divaane ne mujhko bhee
Ah kar dala divaana
Maine usake shahar ko chhoda, usakee galee me dil ko toda
Phir bhee sine me dhadakta hai yeh dil
Maine dil se use nikaala
Jo naa karna tha kar daala
Phir bhee yaad usee ko karta hai yeh dil
Yeh dil
Divaana
Divaana hai yeh dil
God saves the world

World saves the man
Man saves the heart
Heart saves luv
Dil dil dil, dil dil dil

Dil kee khata bhee hai kya

Mujhako gila bhee hai kya
Iss dillagee ke siva dil ne kiya bhee hai kya
Aashik hai yeh chor nahee mai kya karu
Dil pe meraa jor nahee hai mai kya karu
Aashik hai yeh chor nahee mai kya karu
Dil pe meraa jor nahee hai mai kya karu
Yeh dil
Divaana
Divaana hai yeh dil
Dil kaisa bepir hai

Woh ek tasvir hai
Mai kehta hu tod de
Kehta hai janjir hai
Koyee kachchee dor nahee hai mai kya karu
Dil pe koyee jor nahee hai mai kya karu
Koyee kachchee dor nahee hai mai kya karu
Dil pe koyee jor nahee hai mai kya karu
Yeh dil

Divaana
Divaana hai yeh dil
Divaana dil
Divaane ne AH mujhko bhee kar dala divaana
Divaana dil
Maine usake shahar ko chhoda, usakee galee me dil ko toda
Phir bhee sine me dhadakta hai yeh dil
Maine dil se use nikaala
Jo naa karna tha kar daala
Phir bhee yaad usiko karta hai yeh dil
Yeh dil

Divaana
Divaana hai yeh dil
Divaana dil
Divaane ne mujhko bhee ah kar dala divaana
Divaana dil
Yeh dil
Dil dil divaana dil
Dil dil pagal dil
Dil dil dil dil
Dil dil dil dil...



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Shravan Rathod, Nadeem Saifi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link