Ganaa Ganaa Di

Tino lok me puja jaye - 2
Jagad bamb kaa putra kahaye) - 1
Tino lok me puja jay
Jagad bamb ka putra kahaye
(Krodh lobh sab jag se mitake
Shuddh prem kaa ras barsaye) - (2)
Bhakta kare har warsh swagatam
(Gana gana di gana shewitam - 3
Ganna ganna...) - (2)
Tino lok me puja jaye
Jagad bamb kaa putra kahaye
(Krodh lobh sab jag se mitake
Shuddh prem kaa ras barsaye) -
Bhakta kare har warsh swagatam, swagatam
(Gana gana di gana shewitam - 3
Ganna ganna...) - (2)
Ganna ganna ganna...
Ganapat ganaa ganna...
Gan gan ganaa ganaa
(Phal frut aur dudh mithayi
Khaye piye bhakto ki chadhayi) - (2)
(Sunake bhajan kirtan hriday ke
Dur kare kshan me kathnayi) - (2)
Krodh lobh sab jag se mitake
Shuddh prem kaa ras barsaye
Bhakta kare har warsh swagatam

(Gana gana di gana shewitam - 3
Ganna ganna...) - (2)

(Aap ho sab devo me bhole
Aap ki jai jai har koyi bole) - (2)
(Pyar se usake ghar tum aao
Jo baithe darwaja khole) - (2)
Krodh lobh sab jag se mitake
Shuddh prem kaa ras barsaye
Bhakta kare har warsh swagatam, swagatam
(Gana gana di gana shewitam - 3
Ganna ganna...) - (2)
(Tino lok me puja jaye
Jagad bamb kaa putra kahaye) - (2)
Krodh lobh sab jag se mitake
Shuddh prem kaa ras barsaye
Bhakta kare har warsh swagatam, swagatam
(Gana gana di gana shewitam - 3
Ganna ganna...) - (2)
Ganna ganna ganna ganna ganna...



Credits
Writer(s): Shabbir Ahmed, Shameer Tandon
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link