Khamoshiyan Gangunane Lagi - From "One Two Ka Four"

Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin] x 2

Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin
Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
Dil ka haal bata, dilbar se na chhupa
Sun ke baat yeh sharm se meri
Aankhein jhuk jaane lagin

Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin
Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
Dil ka haal bata, dilbar se na chhupa
Sun ke baat yeh sharm se meri
Aankhein jhuk jaane lagin

Jaag utha hai sapna
Kiska meri in aankhon mein
Ek nayi zindagi
Shaamil ho rahi saanson mein
Kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein
Kisi ki baatein hain dabi si hothon mein
Raat-din meri aankhon mein
Koi parchhaain lehraane lagi
Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin

Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin
Dil ka yeh karvan
Yoon hi tha ravaan-ravaan
Manzil na humsafar lekin naye meharban
Teri woh ek nazar kar gayi asar
Duniya sanvar jaane lagi

Be-khayaali mein bhi aata hai kayaal tera
Bekaraari meri karti hai sawaal tera
Teri wafaon ki ummeed hai mujhko
Teri nigaahon ki panaah de mujhko
Sun aye humnashin aas yeh teri
Mujhko tadpaane lagi

X 2
X 2
Dil ka yeh karvan
Yoon hi tha ravaan-ravaan
Manzil na humsafar lekin naye meharban
Teri woh ek nazar kar gayi asar
Duniya sanvar jaane lagi

Kamoshiyan gungunane lagin
Tanhaaiyan muskurane lagin...



Credits
Writer(s): A R Rahman, Kotwal Mehboob Alam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link