Aisa Pahli Bar Hua Hain (Dialogue)

Aisa pehli baar hua hai satrah athrah saalon mein...
Undekha anjaana koi aane laga hai khayalon mein...
Aankhon ki khidki par ek saya sa lehrata hai...
Dil ke darwaze par koi dastak de ke jaata hai...
Gheri gheri kaali aankhen mujhse mujhko poochti hai...
Haaton ki rekhaon mein ek chehra sa ban jata hai...
Uski saanse resham jaisi gaalo ko chu jaati hai...
Uske haaton ki khushboo hai ab tak mere balon mein...
Haan, aisa pehli baar hua hai satrah athrah saalon mein...
Undekha anjaana koi aane laga hai khayalon mein...



Credits
Writer(s): Jatin Lalit, Jatin Jatin
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link