Shairana Si Hai Zindagi

Aaaa, aaaa, aaaa, aaaa

Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Main ghazal bangayi aapke saamane
Main ghazal bangayi aapke saamane
Shauk se abb mujhe gunguna lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai...

Aap sun toh rahe hai mere dil ki lay
Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain
Aap sun toh rahe hai mere dil ki lay
Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain
Iss mein benaam si ek udaasi bhi hain
Iss udaasi mein nagama koyi chhed kar
Iss udaasi mein nagama koyi chhed kar
Ek bechain dil ki duwa lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai...

Aapke pyaar kaa jo bhi mewaar hain
Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain
Aapke pyaar kaa jo bhi mewaar hain
Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain
Isase kab jaaneja mujhako inkaar hain
Jis tarah aap chaahe nazar aau main
Jis tarah aap chaahe nazar aau main
Mujhako har rang mein aajama lijiye,,,,
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Main ghajal bangayi aapke saamane
Main ghajal bangayi aapke saamane
Shauk se abb mujhe gunguna lijiye
Shayaraana si hai zindagi ki faja
Aap bhi zindagi kaa maja lijiye
Shayaraana si hai...

Aaaa, aaaa, aaaa, aaaa
Aaaa, aaaa, aaaa, aaaa



Credits
Writer(s): Anu Malik, Qateel Shifai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link