Saiyaan Superstar

Hai wo handsome sona sabse
Mere dil ko gaya le kar
Meri neend chura li usne
Aur khwab gaya dekar
Hai wo handsome sona sabse
Mere dil ko gaya le kar
Meri neend chura li usne
Aur khwab gaya dekar
Ab ye naina bole yaar
Bole yehi lagataar
Koi chaahe kitna roke karungi pyar.
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Haan jabse usne akhiyon se
dil pe autograph diya
Tabse everyday maine
bas usko hi yaad kiya
Haan jabse usne akhiyon se
dil pe autograph diya
Tabse everyday maine
bas usko hi yaad kiya
Senti mere jazbaat o sunle mere dil ki baat
Saath mujhko le ke jaa main hoon taiyaar...
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Filmy style se jab usne
kal raat mujhe propose kiya
Daayein na dekha, baayein na dekha
Usko dil ka rose diya
Filmy style se jab usne
kal raat mujhe propose kiya
Daayein na dekha, baayein na dekha
Usko dil ka rose diya
Huve charche chaar hazaar
Photo chhap gayi in akhbaar
Mujhko parwah nahi koi
I'm with the star.
Mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar



Credits
Writer(s): Kumaar, Amaal Mallik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link