Tumhari Yaad Mein

Tumhari yaad mein payi hai jab kami maine
tumhari yaad mein payi hai jab kami maine
to aansoon se jaladi hai zindagi maine
tumhari yaad mein payi hai jab kami maine

Tere khayal ka sheesha na tut jayen kahi(2)
isi khayal mein shab bhar gujar di maine
to aansoon se jaaldi hai zindagi maine
Tumhari yaad mein payi hai jab kami maine

wo aa rahe hai, wo aate hai, aa rahe honge(2)
shab-e-firaaq ye keh kar gujaardi maine
to aansoon se jaladi hai zindagi maine
tumhari yaad mein payi hai jab kami maine

wo aur honge jinhe maut aa gai sheri(2)
Jamal-e-yaar se payi hai zindagi maine
to aansoon se jaladi hai zindagi maine

Tumhari yaad mein jab payi hai kami maine(2)



Credits
Writer(s): Ahmed Hussain, Mohammad Hussain, Sheri Bhopali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link