Main Hawa Hoon Kahan Watan Mera - Live

Ab kaha hoon kahan nahi hoon main
Ab kaha hoon kahan nahi hoon main
Jiss jagah hoon wahan nahi hoon main
Kaun awaaz de raha hai mujhe
Koi keh de yahan nahi hoon main

Main hawa hoon kahan watan mera
Ab kahaan hoon.kahaan nahi hoon main
Ab kahaan hoon.kahaan nahi hoon main
Jis jagah hoon wahaan nahi hoon main
Main hawa hoon kahaan watan mera
Dasht mera na ye chaman mera
Kaun awaz de raha hai mujhe
Koi keh de yahaan nahi hoon main
Main hawa hoon kahaan watan mera

Dasht mera na ye chaman mera
Mai ke har chand ek khaana nashin
Anjuman anjuman suhan mera
Dasht mera na ye chaman mera
Main hawa hoon kahaan watan mera
Barg-e-gul par charag sa kya hai
Choo gaya tha use dahan mera
Dasht mera na ye chaman mera
Main hawa hoon kahaan watan mera

Main ke toota hua sitara hoon
Kya bigaregi anjuman mera
Dasht mera na ye chaman mera
Main hawa hoon kahaan watan mera
Har ghadi ek naya takaza hai
Dard sar ban gaya badan mera
Dasht mera na ye chaman mera
Main hawa hoon kahaan watan mera
Main hawa hoon kahaan watan mera



Credits
Writer(s): Mohd Hussain, Amiq Hanfi, Ahmed Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link