Keh Rahi Hai

Noore anwar se andhero ko
Mittaya kal ye
Aur kismat ka sitaara
Jag-magaya aapne
Khusboo e afdar zamana
Humko kehta hain magar
Aaj hum jo kuchh bhi hain
Hum ko banaya aapne

Keh raha hai aapka
Har shakhs deewana humein
Keh raha hai aapka
Har shakhs deewana humein
Aap hi ke naam se
Duniya ne pehchana humein
Keh raha hai aapka

Har shakhs deewana humein

Aap ke dam se hi
Kaayam hain nizaame zindagi
Aap ke dam se hi
Kaayam hain nizaame zindagi
Ek pal ke waaste bhi
Chhod na jaana hamein
Ek pal ke waaste bhi
Chhod na jaana hamein

Keh raha hai
Keh raha hai

Dosto ka pyaar hasrat
Aur phir uska karam
Dosto ka pyaar hasrat
Aur phir uska karam
Ehale fan ehale nazar
Har bazam ne jaana humein
Ehale fan ehale nazar
Har bazam ne jaana humein
Aap hi ke naam se
Duniya ne pehchana humein
Keh raha hai aapka
Har shakhs deewana humein
Keh raha hai
Keh raha hai.



Credits
Writer(s): Hasrat Jaipuri, Mohd Hussain, Ahmed Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link