Main Soya Ankhiyan Meeche

hmm...
Main soya ankhiyan meeche,
aa...
teri zulfon ke neeche,
aa...
duniya ko bhool deewaani,
hm...
ab raha zamaana peeche,
hm...
main soya ankhiyan meeche,
aa... aa...
yeh kaun hansi sharmaya,
taaron ko paseena aaya,
heerni ki aankhen lekar,
dil kaun churaane aaya,
dil kaun churaane aaya,
main soyi ankhiyan meeche,
teri baahon ke neeche,
ab chahe kahin bhi leja,
tu aage aur main peeche,
main soya ankhiyan meeche,
aa... aa... aa.
yeh mere nain kanwaare,
teri ankhiyan dekh ke haare,
oh janam janam ke saathi,
meri maang mein bhar de taare,
meri maang mein bhar de taare,
main soya ankhiyan meeche,
aa...
teri zulfon ke neeche,
aa...
duniya ko bhool deewaani,
aa...
ab raha zamaana peeche,
hm...
main soya ankhiyan meeche,
aa... aa...



Credits
Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, Qamar Jalalabadi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link