Qatl-E-Aam (Unplugged)

Hai ganimat dil yeh patthar

Ho chuka tamaam hai

Hai ganimat dil yeh patthar
Ho chuka tamaam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare

Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare
Aaiye aa jaaiye.
Yeh raat ik hamaam hai

Aaiye aa jaaiye.
Yeh raat ik hamaam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai

Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Haan.
Sab sunaate hain ki humne

Haq hi kyun tumko diya.
Sab sunaate hain ki humne
Haq hi kyun tumko diya.
Jaan-e-jaan khud hi bataaye
Jaan-e-jaan khud hi bataaye

Yeh koi ilzaam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai.

Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Hai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaa
Hai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaa
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai



Credits
Writer(s): Ram Sampath, Varun Grover
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link