Maahiya Teri Kasam

Maahiya Teri Kasam Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina
Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina
Saathiya Tere Hai Hum Haay Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina
Haay Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina
Tu Hi Mera Dil, Tu Hi Meri Jaan
Tu Jahaan Jahaan Main Wahaan Wahaan
Tu Hi Mera Dil, Tu Hi Meri Jaan
Tu Jahaan Jahaan Main Wahaan Wahaan
Maahiya Teri Kasam Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina Haay
Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina

Tere Liye Hi Main Toh Jahaan Mein Aayi, Tujhase Mili
Janmon Se Hum Yuun Hi Milate Aaye, Hum Dono Hai Ek Tan Ke Do Saaye
Chhodake Tere Pyaar Ka Daaman, Jaana Aur Kahaan Haay
Jina Nahi Mujhe Tere Bina, Haay Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina
Maahiya Teri Kasam Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina Haay
Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina

Aankhon Mein Meri Surat Basi Hai Teri
Aanchal Se Tere Kismat Bandhi Hai Meri
Saanson Mein Meri Chaahat Basi Hai Teri
Chaahat Se Teri Duniya Hansi Hai Meri
Tere Pyaar Ke Rang Mein Dube, Mere Dono Jahaan Haay
Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina
Tere Bina Jina Bhi Hai Kya Jina
Mahiyaa teri kasam haay jina nahi
Jina mujhe tere bina hay
Tere dil ko chhu gayi meri saadayein
Rab ne sunli aakhir meri duwaayein
Dil karta hai tujhko khudda banaake
Pooja karoon main dono jahan bulaake
Main hoon teri prem deewani
Janam janam se yahaan. Hayee
Tere bina jeena bhi hai kyaa jeena haay
Tu Hi Mera Dil, Tu Hi Meri Jaan
Tu Jahaan Jahaan Main Wahaan
Wahaan
Tu Hi Mera Dil, Tu Hi Meri Jaan
Tu Jahaan Jahaan Main Wahaan Wahaan
Maahiya,, Saathiya Teri Kasam Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina
Haay Jina Nahi Jina Mujhe Tere Bina.
_tristan_JSK



Credits
Writer(s): Anjaan, Bappi Lahiri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link