Man Kunto Maula

Naazaan ho kaise nah haram
Jis ne dekha tha 'ali
Saare hi jahaanon ne kaha
Waliyon ka tu hi wali

Jaane tu raaz-i kaainaat
Tu jaane har baat
Hai maula tu 'ali maula

Man kunto maula
Man kunto maula
Man kunto maula
Man kunto maula fa-haaza 'ali-yun maula
Fa-haaza 'ali-yun maula
Man kunto maula
Man kunto maula

Tu hai ke jis ko nabi ka gharaanah mila
Noor-i khuda se munawwar thikaanah mila
Maula ne maula kaha gawaahi mili
Kaisa zindah tujhe zamaanah mila

Yahaan bhi wahaan bhi
Jo bhi hai haidari bole ya 'ali
Sab ka hai yaqeen
Dil jo dhaṛke to naa'rah lage ya 'ali

Man kunto maula
Maula
Maula
Maula
Man kunto maula
Maula
Maula
Maula
Maula
Man kunto maula
Man kunto maula

Husn-i haqq waaqif-i asraar-i jali yaad, yaad aaya
Markaz-i faqr do 'aalam ka wali yaad aaya
Jab kabhi maah-i rajab sahn-i haram se guzra
Jab kabhi maah-i rajab sahn-i haram se guzra
Muskaraate hue kaa'be ko 'ali yaad aaya

Man kunto maula
Maula
Maula
Man kunto maula
Maula
Man kunto maula
Maula
Man kunto maula
Man kunto maula fa-haaza 'ali-yun maula
Fa-haaza 'ali-yun maula

Man kunto maula
Man kunto maula

Maula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula
Naula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula
Maula ali maula

Khusrau nijaam ud-din ke dar par
Khusrau nijaam
Khusrau nijaam ud-din ke
Khusrau nijaam ud-din ke dar par
Gaaen qaul qalbaanah re
Gaaen qaul qalbaanah re
Gaaen qaul qalbaanah re
Man kunto maula
Maula



Credits
Writer(s): Sabir Zafar, Jaffer Zaidi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link