Aye Mere Khuda

kia cheez zindigi hai mehsus kia hota

tohkdaoo me agar baith ke mai yu na jiya hota

aye mera khuda tume itna tu kia hota

ya dil na diya hota ya ghum na diya hota

mai kaise sahooo badhti hovi ye doriya
leleti hai jaa pal pal tere
majhburiya

ab dil ko sambhaloo ya mai khud ko sambhaloo mai

tu he batade ab mai tanha kis kis ko
sambhaloo

kia mera ab kahi koi bhi na raha
zindagi taras gai sune ko ek sadha

mujh ko bhi sambhalee joo
koi tu diya tu hota

ya dil na diya hota ya ghum na diya hota

kyun tanhai se jhudh gaya silsila
hmmm mujh ko kabhi dhook ke siva
kuch na mila

zaqmaoo se nhi shikwa marham par
tu lagata

mere liye rahat ka ek lamha tu banata

kis khata ke saza de mujh ye bataaa

tujh pe kia itna bhi haq nhi tha mera

jake daman ye mera tohda tu siya hota

ya dil na diya hota ya gham na diya hota

kia chiz zindagi hai mehsus kia hota
tohkdaoo me agar baith ke mai yu na jiya hota

ye mere khuda tune itna tu kia hota

ya dil na diya hota ya ghum na diya hota



Credits
Writer(s): A M Turaz, Liyakat Ajmeri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link