Balma Tum Balma Ho Mere Khali

balma balma tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke

angadaiyo ne mausam nigoda
angadaiyo ne mausam nigoda aise me kar lete pyaar thoda
tumane mere dil ko aise toda
kisine yu kisine jaise tukade kar daale shishe ke jaam ke
balma balma tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke

shabanam gire pathar pe agar kya
shabanam gire pathar pe agar kya yeh rang rup haasil magar kya
tum bekhar ho tumko khabar kya
sabaab kya yu sabaab kya hai jo raste me baithu hu mai dil thaam ke
balma balma tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke

tumse mohabbat mai na karungi
tumse mohabbat mai na karungi koi sharaarat mai na karungi
phir yeh shikaayat mai na karungi
gale lag kar yu gile lag kar sab dur kar do subhaho shaam ke
balma balma tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke
balma balma tum balma ho mere khali naam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke
tumhe kya mar jau toh mar jau mai tum kis kaam ke

Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Kudalkar, Sharma Pyarelal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link