Kangana

Bade Natkhat Hai More Kangana
Bade Natkhat Hai More Kangana
Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe
Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe
Aaye Piya More Angana
Bade Natkhat Hai More Kangana
Bade Natkhat Hai More Kangana

Pal Pal Yaad Piya Ko Karana, Bhul Gayi Main Sajana Sawarana
Pal Pal Yaad Piya Ko Karana, Bhul Gayi Main Sajana Sawarana
Preet Ke Rang Mein Rang Gayi Jab Se
Preet Ke Rang Mein, Rang Mein, Rang Mein
Preet Ke Rang Mein Rang Gayi Jab Se, Bhaaye Mohe Koyi Rang Na
Bade Natkhat Hai More Kangana
Bade Natkhat Hai More Kangana

Mohe Khabar Kya Iss Duniya Ki, Main Jogan Hoon Apane Piya Ki
Mohe Khabar Kya Iss Duniya Ki, Main Jogan Hoon Apane Piya Ki
Magan Rahun Main Prem Lagan Mein, Magan Rahun Main Aa Aa Aa...
Magan Rahun Main Prem Lagan Mein, Koyi Kare Mujhe Tang Na
Bade Natkhat Hai More Kangana
Bade Natkhat Hai More Kangana
Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe
Raat Mein Khanake Toh Sakhiya Samajhe
Aaye Piya More Angana
Bade Natkhat Hai More Kangana.



Credits
Writer(s): Deepak Pandit, Manoj Muntashir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link