Gazab Ka Hai Din

Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele

Hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se
Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele
Hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb se
Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum mile hai naseeb se
Yeh pal phir kahan
Aur yeh manzil phir kahan
Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele
Hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se

Kya kahoon mera joh haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Kya kahoon mera joh haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Phir bhi jaan-e-jaan
Main kahan aur tum kahan
Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele
Hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se



Credits
Writer(s): Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link