Chunariya

Hum kya jaane teri baatein tu hi jaane ram
Kis ke dil par na jaane likhde kis ka naam
Oh leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya .(3)
Der na kar chal saath mere chal .(2)
bitiya jaaye umariya
Leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya

Oh jaldi se ab ghoonghat khol mitte bol do mu se bol
Jhaak jharoke se bahar teri gali main baj gaya dhol
Tu kaisa hai deewana tu kaisa mastana
Tu kaisa anjaana deewana mastana
Oh mai to naachi beech bajariya ...(2)
Leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya ...(3)

Oh pehle pyaar to hum karle baad mein tu sharma lena
Pehle pyaar to hum karle baad mein tu sharma lena
Pal do pal dil khush karde jeevan bar tadpa lena
Tu kaisa hai deewana tu kaisa mastana
Tu kaisa anjaana deewana mastana
Oh mai to naachi beech bajariya ...(2)
Leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya ...(3)
Der na kar chal saath mere chal ...(2)
bitiya jaaye umariya
Leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya
Dulhaniya ho gayi tumhaari re ...(4)
Leke pyaar ki chunariya darwaaje pe khade hai savariya ...(2)



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link