Aye Zindagi (Male Version)

Kabhi toofan hain,
Kabhi Khamosh hain,
Kyun tu itni paresha hain
Aye Zindagi.

Apni he chal pe,
Apne saval pe.
Kyun tu itni haira hain?
Aye Zindagi.

Uljan jo hain teri
Mujko tu batlade
Vaqt baimaan hain
Aye Zindagi.

Aye Zindagi. (2 times)

" tera mera rishta to hain
Kehna bada.
Phir pesh aati hain tu.
Kyun isthara. " (2 times)
Kya hai vaja tuu.
Mujko bata sunneka arman hain.
Aye Zindagi.

Kyun sehemisi hai tu?
Kyun hain rooti huie?
Gham ke mousam mehra hai,
Aye Zindagi.

Rehta hu main to har pal saath tere.
Kattehe mere sang din raat tere.
Phir haal se tuu dil ke mere.
Kyun yese anjan hain.
Aye Zindagi.

Kiza hain tu kabhi.
Kabhi tu bahaar hain.
Ajab teri pehcha hain.
Aye Zindagi.

Uljan jo hain teri
Mujko tu batlade
Vaqt baimaan hain
Aye Zindagi.



Credits
Writer(s): Laado Suwalka, Rishabh Srivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link