Ek Talaash Hai (From "Mona Darling")

Ek talash hai.
Zindagi yeh.
Manzil hai kahan.
Hain bas raastein.
Bhagte hai.
Bewajah.

Mat pucho jaana kahan hai
Khwabo ki check list jahan hai
Jo bhi ho hum ko pata hai
Sab ka waqt aata hai
apna daur aayega.

YOLO
Bro jaldi bhi kya re
YOLO
Yo chill mar na re
YOLO
Khud se hai yeh waada
Har lamhe ko jiyenge yahan.

Koi toh ho bin shart jo
Haan mujh se pyar kare
Jaisi hoon main waisi kyun hoon
Na yeh sawaal kare
Jo samjhe mujhe meri soch ko
Aisa milega kahaan.

YOLO
Bro jaldi bhi kya re
YOLO
Yo chill mar na re
YOLO
Khud se hai yeh waada
Har lamhe ko jiyenge yahan...



Credits
Writer(s): Manish J. Tipu, Sameer Satija
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link